STAY WITH US

LightBlog

Breaking

LightBlog

Sunday, 19 March 2017

Debit Card (ATM) Se Paytm Me Paise Kaise Add Kare



Debit Card (ATM) Se Paytm Me Paise Kaise Add Kare

Hello friends, iske pahle wale article me aap paytm ke bare me jana tha or paytm par account banana sikha tha.
Aaj ka ye article bhi paytm se related hai aaj ke is article me aap sikhenge debit card ya atm card se kaise aap apne paytm account me paise add kar sakte hai.
Dosto Paytm ke fayde mene aapko pahle wale article me bata diye hai. Aap paytm se online shopping kar sakte hai or market se khane pine ki chize bhi kharid sakte hai.

Debit Card (ATM) Se Paytm Account Me Money Kaise Add Kare

1. Sabse pahle paytm ke home par jaye or add money par click kare.


2. Add money par click karne ke bad aapko ek new window show hogi usme aapko amount dalna hai jitna amount aap debit card se paytm me add karna chahte hai or fit add money par click kare.


3. Ab aapse aapke debit card (ATM) ki detail’s puchi jayegi.
  • Card number me apne card ke 12 number enter kare.

  • Month or year me apne card ki month or year dale jo card number ke niche di gai hai.
  • CVV/security code me apne card ke piche jo black line hai uske niche aapko 3 number ka ed code dikhai dega vo dale.

4. Card details dal dene ke bad Pay Now par click kare.
3. Ab aapke bank registered mobile number par ek sms aayega usme 6 number ka otp aayega usko aapko paytm me jaha pucha jayega waha dalna hai or fir submit par click kare or fir 1 mint wait kare.
Friends ab aap dekh sakte hai aapke paytm account me money add ho gayi hai or aapke bank account se cut ho gayi hai.

I hope aapko ye article pasand aaya hoga or ab aap aaasani se apne bank account ke atm card se apne paytm me money add kar Payenge.
Agar aapko is article se related koi bhi sawaal humse puch ho to aap comment karke apna sawaal humse puch sakte hai.

No comments:

Post a Comment

Adbox