STAY WITH US

LightBlog

Breaking

LightBlog

Sunday, 19 March 2017

Blog Ke Liye About Us Page Kaise Banaye

Hello friends iske phle wale article me apne sikha privacy policy ka page kaise banaye.
Is article me aap about us ka page banana sikhenge.
Dosto ye bahut aasan hai jis tarah aapne privacy policy ka page banaya hai same usi tarah aapko about ka page banana hai or apne blog me add karna hai.
About us ka page banane se phle me aapko iske bare me bata deta hu.

About ka page kyu banate hai

  •  About us ka page isliye banaya jata hai taki visitors ko aapke bare me janne me aasani ho.
  •  About us ka page google ko bahut pasand hota hai.

about us ke page me kya kya topic likh skte hai

  •  About ke page me aap kab aapka blog (website) banaya gaya vo likh skte hai.
  •  Aapki website ki ek short me details likh skte hai.
  • Aapka naam , or aapki city ka naam aap isme likh skte ho.
  • Or aapka ye website banane ka maksad kya hai.
Ye sabhi topic par aap about us ka page bana skte hai.
Aap mera about us ka page dekh Le isse aapko about ka page banane me madad milegi.
       About Me
To friends ab jante hai ki about us ka page kaise banaye.

Blog Ke Liye About Us Page Kaise Banaye

1. Blog (website) ke dashboard me jaye or pages par click karke new page par click kare.
2. New page me title me about us likhe , or body me apni details dale jo aap about us me dikhana chahte hai or fir publish par click karde.
3. Ab blog me isko add karne ke liye sabse phle layout me jaye.
4. Jaha aapko about us ka page add karna hai , waha add a Gadget par click kare.
5. Add a Gadget me aapko 10 number par pages ka option dikhai dega us par click kare.
6. Pages me about us par click karke usko pages me select kare or fir save par click kare.
7. Ab aapka about us ka page blog me add ho gaya hai.
Agar aap ye page apne blog ke menu bar me add karna chahte hai to aap humari ye post read kare.
Aasha karta hun ye article aapko aasani se samjh aa gaya hoga.
Agar is article se related aap humse kuch puchna chahte hai to aap comment me puch skte hai.

No comments:

Post a Comment

Adbox